Friday 19 August 2011

Success

Success, Ak nasha hota hai, jisko jis kisi vastu ya man ki bhavna ka lobh chadhta hai o sab kuchh khokar bhi apna goal pane ki koshis karta hai. kabhi kabhi apna nishchit gantavya pane k chakkar me insan aur bahut kuchh kho deta hai. jab o pa jata hai tab lagta hai bus yahi pane k liye maine jeevan me kya nahi khoya? Kahna bus itna hai ki b carefull kahi ak pane k chakkar me aap jeevan ki khushiyan hi na kho de.

1 comment: